Anushkka, My Sweetheartt... ❤️
Mujhe pata hai ki maine tumhe hurt kiya h aur honestly, is situation mein galti meri thi.
Tumhre hote haue m kisi aur ldki se baat kaise kr skta hu aur m kr bhi rha tha to maine tumhe sb btana chaiye tha ki mein usse VC pe baat krta hu . ye VC wli baat maine tumhe nhi batyi uske liye extremly sorryy yr. Mujhe meri galti smhjh mein aagyi h , and mein tumse promise krta hu ki aabse agr mein tani se zyda baat nhi krunga , kuch kaam hoga to hi krunga and vo bhi tumhe bta kr .
So plsssss.... my Misss World mujhe maaf krdo na... mujhe bahaut zyda bura lg rha h ki maine tumhe hurt krdiya . I'm very very bahut zyda wla sorrryyyy yrr.. Plsss Maaaf krdo na mujhe